How to Skip Ads during download movies from any Website in Mobile/Computer ? - Navi Era - Tech | Tutorial

Breaking

Saturday, September 8, 2018

How to Skip Ads during download movies from any Website in Mobile/Computer ?

Aaj ke dino me hame agar Movie, TV shows, aur Video dekhana ho ya fir koi  Music Sunne ka mankare to badehi aasani se Internet ka Use karke ye sare kaam kar sakte hai.
Internet ek Aisa platform hai jahapar hum hamare manpasand ke Audio, Video content badehi aasani se sunbhi sakte hai aur dekh bhi sakte hai yahatak ki ise Download bhi kar sakte hai.
Lekin aapsabhi jante honge ki internet ek advertisement ka achha platform bangaya hai.
Yaha har prakar ke ads aapko dekhane Ko milta hai, kuchh ads sayad apke kaam ki ho ya fir bekam ki Lekin firbhi Hume us ads Ko dekhna padta hai, kaise ?


Aaj kal advertisement company jadatar Movies Downloader website Ko target banati hai kyuki log TV par movie Kam aur internet par Jada dekhna pasand karte hai, sayad Apne bhi ads ki problem face ki hogi jab bhi aap koi new release Movie ( Hollywood, bollywood , South.. etc.) Ko download karna chahte honge aur jab aap kisi website par visit karte honge to apko bahut sare ads dekhne Ko to mil hi jata hai, jab aap us link pe click karte hai jo movie aap download karna chahte hai to achanak se bahut sare new tab Khul jate honge jisme apko ads dekhne Ko milta hai.
Agar Aap us ads Ko skip karna Chahte hai to aapko bas ek Chhota sa trick hai vo ye hai ki jab bhi apko jo movie download karni ho uske link pe jaye uspar direct click ki jagah us link par "right click" kar ke usko new tab me open karde, Aisa karne se aap advertisement page (pop-up ads)  pe Jane se Bach sakte hai aur koisabhi moives aap aasani se download karsakte hai.


NOTE : Agar apko is process Ko kiye 1 week he Chuka hai to aap MY Jio app ke "MY VOUCHER" wale section me jaiye vaha apko ek voucher milega jisme aapko 1GB data hoga, aapko yaha se apna 1GB Data redeem karna hoga aur uski validity aapke base plan tak rahega.
-: see this video for more information :-


No comments:

Post a Comment

What do you think about this article? just write your feedback in the comment box. Thanks :)

WhatsApp
Telegram